Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

qalandar sochta hai

Moid Rasheedi

qalandar sochta hai

Moid Rasheedi

MORE BYMoid Rasheedi

    qalandar sochtā hai

    ye duniyā kyoñ ḳhafā hai

    du'ā jalne lagī hai

    koī patthar banā hai

    tirī āñkhoñ tah meñ

    samundar Dūbtā hai

    ḳhamoshī boltī hai

    mire dil ne sunā hai

    bahā le jā.egī sab

    baḌī pāgal havā hai

    qalandar sochta hai

    ye duniya kyon KHafa hai

    du'a jalne lagi hai

    koi patthar bana hai

    teri aankhon ki tah mein

    samundar Dubta hai

    KHamoshi bolti hai

    mere dil ne suna hai

    baha le jaegi sab

    baDi pagal hawa hai

    Source :
    • Book : Ishq (Pg. 115)
    • Author :Moid Rasheedi
    • Publication : Rekhta Publications (2024)
    • Edition : 2nd
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now