Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

rah mein qadmon se jo lipTi safar ki dhul thi

Rasheed Afroz

rah mein qadmon se jo lipTi safar ki dhul thi

Rasheed Afroz

MORE BYRasheed Afroz

    raah meñ qadmoñ se jo lipTī safar dhuul thī

    tum ne āñkhoñ meñ jagah ye tumhārī bhuul thī

    umr bhar laḌtā rahā jo vaqt chaTTān se

    kal mire kāñdhe pe us laash jaise phuul thī

    ḳhair in bātoñ meñ kyā rakkhā hai qissa ḳhatm kar

    maiñ tujhe hamdard samjhā thā ye merī bhuul thī

    dostī haq nibhāyā terī ḳhātir laḌ paḌe

    varna sach ye hai ki us baat ma.aqūl thī

    rah mein qadmon se jo lipTi safar ki dhul thi

    tum ne aankhon mein jagah di ye tumhaari bhul thi

    umr bhar laDta raha jo waqt ki chaTTan se

    kal mere kandhe pe us ki lash jaise phul thi

    KHair in baaton mein kya rakkha hai qissa KHatm kar

    main tujhe hamdard samjha tha ye meri bhul thi

    dosti ka haq nibhaya teri KHatir laD paDe

    warna sach ye hai ki us ki baat hi maqul thi

    Source:

    sheerazah (Pg. 110)

    • Author: makhmoor saeedi,Parem Gopal Mittal
      • Edition: 1973
      • Publisher: P -K Publication 3072 Partap stareet gola Market -Daryaganj delhi-6
      • Year of Publication: 1973
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now