Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

rasta hi rasta tha naqsh-e-pa tha hi nahin

Iqbal Jahan Qadeer

rasta hi rasta tha naqsh-e-pa tha hi nahin

Iqbal Jahan Qadeer

MORE BYIqbal Jahan Qadeer

  rāsta rāsta thā naqsh-e-pā thā nahīñ

  dasht-e-vahshat meñ koī apne sivā thā nahīñ

  ibtidā se paḌh chuke dil kitāb āḳhir talak

  lekin is meñ to kahīñ zikr-e-vafā thā nahīñ

  vo koī gor-e-ġharībāñ thā ki thā shahr-e-ġhazal

  ās-pās us ke koī ātish-navā thā nahīñ

  husn-e-sīrat se munavvar thī fazā-e-anjuman

  itne chehroñ ke muqābil aa.ina thā nahīñ

  sāhib-e-ehsās sunte rahe ġhairoñ dukh

  apnā ġham az-ibtidā tā-intihā thā nahīñ

  vo to the 'iqbāl' bas har haal meñ sarshār-e-ishq

  bandagān-e-ishq ko roz-e-jazā thā nahīñ

  rasta hi rasta tha naqsh-e-pa tha hi nahin

  dasht-e-wahshat mein koi apne siwa tha hi nahin

  ibtida se paDh chuke dil ki kitab aaKHir talak

  lekin is mein to kahin zikr-e-wafa tha hi nahin

  wo koi gor-e-ghariban tha ki tha shahr-e-ghazal

  aas-pas us ke koi aatish-nawa tha hi nahin

  husn-e-sirat se munawwar thi faza-e-anjuman

  itne chehron ke muqabil aaina tha hi nahin

  sahib-e-ehsas hi sunte rahe ghairon ka dukh

  apna gham az-ibtida ta-intiha tha hi nahin

  wo to the 'iqbaal' bas har haal mein sarshaar-e-ishq

  bandagan-e-ishq ko roz-e-jaza tha hi nahin

  Source :
  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

  0
  COMMENTS
  VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

  Additional information available

  Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

  OKAY

  About this sher

  Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

  Close

  rare Unpublished content

  This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

  OKAY

  Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

  GET YOUR PASS
  Speak Now