Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

rafiqon mein jo apna-pan nahin hai

Naveed Sarosh

rafiqon mein jo apna-pan nahin hai

Naveed Sarosh

MORE BYNaveed Sarosh

    rafīqoñ meñ jo apnā-pan nahīñ hai

    koī mahfil meñ kyā dushman nahīñ hai

    maiñ apne aap meñ uljhā huā huuñ

    mujhe tujh se koī uljhan nahīñ hai

    utarte kab haiñ us ghar meñ parinde

    ki jis ghar meñ koī āñgan nahīñ hai

    diye maazī ke bujhte rahe haiñ

    to mustaqil bhī ab raushan nahīñ hai

    dard-e-dil kiye baiThā huuñ maiñ to

    chale aao koī qadġhan nahīñ hai

    rafiqon mein jo apna-pan nahin hai

    koi mahfil mein kya dushman nahin hai

    main apne aap mein uljha hua hun

    mujhe tujh se koi uljhan nahin hai

    utarte kab hain us ghar mein parinde

    ki jis ghar mein koi aangan nahin hai

    diye mazi ke bujhte ja rahe hain

    to mustaqil bhi ab raushan nahin hai

    dard-e-dil wa kiye baiTha hun main to

    chale aao koi qadghan nahin hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now