Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

raftar jitni tez rakho koi had nahin

Hamza Yaqub

raftar jitni tez rakho koi had nahin

Hamza Yaqub

MORE BYHamza Yaqub

    raftār jitnī tez rakho koī had nahīñ

    maiñ raushnī huuñ mujh ko kisī se hasad nahīñ

    insān apnī jang ḳhud faisla kareñ

    ḳhushnūdī chāhtā huuñ ḳhudā madad nahīñ

    mantiq se tez hotī hai hiss-e-jamāliyāt

    mere kiye hue kisī da.ave radd nahīñ

    ghabrā ke camere taraf dekhtā hai kyā

    tasvīr khīñch legā tire ḳhāl-o-ḳhad nahīñ

    āzād rahne vāloñ ḳhātir bharā jahān

    mahsūr hone vāloñ koī rasad nahīñ

    raftar jitni tez rakho koi had nahin

    main raushni hun mujh ko kisi se hasad nahin

    insan apni jang ka KHud faisla karen

    KHushnudi chahta hun KHuda ki madad nahin

    mantiq se tez hoti hai hiss-e-jamaliyat

    mere kiye hue kisi dawe ka radd nahin

    ghabra ke camere ki taraf dekhta hai kya

    taswir khinch lega tere KHal-o-KHad nahin

    aazad rahne walon ki KHatir bhara jahan

    mahsur hone walon ki koi rasad nahin

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now