Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ragon mein zahr ka nashtar chubho diya maine

Khurshid Sahar

ragon mein zahr ka nashtar chubho diya maine

Khurshid Sahar

MORE BYKhurshid Sahar

    ragoñ meñ zahr nashtar chubho diyā maiñ ne

    na raas aayā jo hañsnā to ro diyā maiñ ne

    kahīñ pe koī mirā aks nahīñ miltā

    kis intishār meñ ḳhud ko Dubo diyā maiñ ne

    tum apne ḳhvāb āñkhoñ pe haath rakh lenā

    matā-e-jāñ tamannā to kho diyā maiñ ne

    vo roz merī anā ko zalīl kartā thā

    use bhī apne lahū meñ Dubo diyā maiñ ne

    tumhāre naam jo dil ke varaq pe raushan thā

    vo ek harf-e-aqīdat bhī dho diyā maiñ ne

    ragon mein zahr ka nashtar chubho diya main ne

    na ras aaya jo hansna to ro diya main ne

    kahin pe koi mera aks hi nahin milta

    kis intishaar mein KHud ko Dubo diya main ne

    tum apne KHwab ki aankhon pe hath rakh lena

    mata-e-jaan ki tamanna to kho diya main ne

    wo roz meri ana ko zalil karta tha

    use bhi apne lahu mein Dubo diya main ne

    tumhaare nam jo dil ke waraq pe raushan tha

    wo ek harf-e-aqidat bhi dho diya main ne

    RECITATIONS

    Khurshid Sahar

    Khurshid Sahar,

    Khurshid Sahar

    ragon mein zahr ka nashtar chubho diya maine Khurshid Sahar

    Source :
    • Book : Rifat mere khawab ki (Pg. 50)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now