Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

rah-e-wafa mein zamane se Dar gaya tu bhi

Naveed Sarosh

rah-e-wafa mein zamane se Dar gaya tu bhi

Naveed Sarosh

MORE BYNaveed Sarosh

    rah-e-vafā meñ zamāne se Dar gayā bhī

    guzarte vaqt sūrat guzar gayā bhī

    ye kyā huā ki chalā thā sañvārne mujh ko

    ġhubār-e-rāh sūrat bikhar gayā bhī

    kahāñ gayā vo tirā dāvā-e-masīhā.ī

    mire vajūd ko zaḳhmoñ se bhar gayā bhī

    visāl vahī lamha to jāvedāñ thā 'sarosh'

    ki aap meñ na rahā maiñ bikhar gayā bhī

    rah-e-wafa mein zamane se Dar gaya tu bhi

    guzarte waqt ki surat guzar gaya tu bhi

    ye kya hua ki chala tha sanwarne mujh ko

    ghubar-e-rah ki surat bikhar gaya tu bhi

    kahan gaya wo tera dawa-e-masihai

    mere wajud ko zaKHmon se bhar gaya tu bhi

    visal ka wahi lamha to jawedan tha 'sarosh'

    ki aap mein na raha main bikhar gaya tu bhi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now