Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

rah ke tufan-o-hawadis mein hi mil jaunga

Manzoor Ali aaqib

rah ke tufan-o-hawadis mein hi mil jaunga

Manzoor Ali aaqib

MORE BYManzoor Ali aaqib

    rah ke tūfān-o-havādis meñ mil jā.ūñgā

    vaqt ke saath chalūñgā to badal jā.ūñgā

    qasr-e-sultānī mubārak ho ye ai zaaġh tujhe

    maiñ to shāhīñ huuñ pahāḌoñ meñ bhī pal jā.ūñgā

    bandagī tirī ab mujh ko qarīna aaya

    ab zamāne ġhulāmī se nikal jā.ūñgā

    tum ne jo soz sauġhāt mujhe baḳhshī hai

    rafta rafta maiñ isī soz meñ jal jā.ūñgā

    tīrgī jab bhī gulistāñ meñ baḌhegī hamdam

    ban ke qindīl sar-e-shām maiñ jal jā.ūñgā

    rah ke tufan-o-hawadis mein hi mil jaunga

    waqt ke sath chalunga to badal jaunga

    qasr-e-sultani mubarak ho ye ai zagh tujhe

    main to shahin hun pahaDon mein bhi pal jaunga

    bandagi ka teri ab mujh ko qarina aaya

    ab zamane ki ghulami se nikal jaunga

    tum ne jo soz ki saughat mujhe baKHshi hai

    rafta rafta main isi soz mein jal jaunga

    tirgi jab bhi gulistan mein baDhegi hamdam

    ban ke qindil sar-e-sham main jal jaunga

    Source:

    Ata-e-YAzdan (Pg. 28)

    • Author: Manzoor Ali aaqib
      • Publisher: Noor Press, Bhopal
      • Year of Publication: 1982
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now