Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

rang birange sapnon jaisi aankhen teri

Sajid Hameed

rang birange sapnon jaisi aankhen teri

Sajid Hameed

MORE BYSajid Hameed

    rañg birañge sapnoñ jaisī āñkheñ terī

    shaam pahlī kirnoñ jaisī āñkheñ terī

    sub.h bhīgī ḳhushbū rañgat chehra terā

    dīvālī rātoñ jaisī āñkheñ terī

    mahkātī haiñ jugnū ban kar manzar saarā

    mere dil ke sajdoñ jaisī āñkheñ terī

    husn-e-tabassum terī nazroñ har dhaḌkan

    brindavan shāmoñ jaisī āñkheñ terī

    naġhma ban kar chhā jaatī haiñ 'sājid' dil par

    vasl raushan lamhoñ jaisī āñkheñ terī

    rang birange sapnon jaisi aankhen teri

    sham ki pahli kirnon jaisi aankhen teri

    subh ki bhigi KHushbu rangat chehra tera

    diwali ki raaton jaisi aankhen teri

    mahkati hain jugnu ban kar manzar sara

    mere dil ke sajdon jaisi aankhen teri

    husn-e-tabassum teri nazron ki har dhaDkan

    brindawan ki shamon jaisi aankhen teri

    naghma ban kar chha jati hain 'sajid' dil par

    wasl ki raushan lamhon jaisi aankhen teri

    Source:

    Rooh-e-Ghazal,Pachas Sala Intekhab (Pg. 651)

      • Edition: 1993
      • Publisher: Anjuman-e-Rooh-e-Adab, Allahabad
      • Year of Publication: 1993
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now