Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

rang KHushbu gulab ki baaten

Aftab Ranjha

rang KHushbu gulab ki baaten

Aftab Ranjha

MORE BYAftab Ranjha

    rang ḳhushbū gulāb bāteñ

    chand kaliyāñ shabāb bāteñ

    vahshat-e-dil hazār zaḳhm-e-jigar

    ham se kyā kyā azaab bāteñ

    aao dekho bahār kartī hai

    bahkī bahkī sharāb bāteñ

    zindagī ham bhī ab guzāreñge

    kar ke us lā-javāb bāteñ

    jāñ-gusil marhale mohabbat ke

    tishnagī-o-sarāb bāteñ

    uljhe rahte ho is qadar 'barham'

    na karo iztirāb bāteñ

    rang KHushbu gulab ki baaten

    chand kaliyan shabab ki baaten

    wahshat-e-dil hazar zaKHm-e-jigar

    hum se kya kya azab ki baaten

    aao dekho bahaar karti hai

    bahki bahki sharab ki baaten

    zindagi hum bhi ab guzarenge

    kar ke us la-jawab ki baaten

    jaan-gusil marhale mohabbat ke

    tishnagi-o-sarab ki baaten

    uljhe rahte ho is qadar 'barham'

    na karo iztirab ki baaten

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now