Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

rasm-e-duniya jaan kar hargiz na yarana karo

Sultan Rashk

rasm-e-duniya jaan kar hargiz na yarana karo

Sultan Rashk

MORE BYSultan Rashk

    rasm-e-duniyā jaan kar hargiz na yārāna karo

    dostī ke baab meñ dil kahā maanā karo

    ek dhīmā tabassum rasm ban gayā

    dosto apne parā.e ko to pahchānā karo

    raushnī qaht hai par fikr-e-fardā kis liye

    ḳhuun tanvīr se raushan siyah-ḳhāna karo

    chhoTī-moTī baat ho to jins-e-ġham dete raho

    jurm ho sañgīn to ḳhushiyoñ jurmāna karo

    rasm-e-shabbīrī davām-e-zīst hai sultān-'rashk'

    ziist karnī hai agar to sarfaroshāna karo

    rasm-e-duniya jaan kar hargiz na yarana karo

    dosti ke bab mein dil ka kaha mana karo

    ek dhima sa tabassum rasm hi si ban gaya

    dosto apne parae ko to pahchana karo

    raushni ka qaht hai par fikr-e-farda kis liye

    KHun ki tanwir se raushan siyah-KHana karo

    chhoTi-moTi baat ho to jins-e-gham dete raho

    jurm ho sangin to KHushiyon ka jurmana karo

    rasm-e-shabbiri dawam-e-zist hai sultan-'rashk'

    zist karni hai agar to sarfaroshana karo

    Source:

    Dariya Ki Dahleez (Pg. 19)

    • Author: Sultan Rashk
      • Edition: 2002
      • Publisher: Al-Rahman Publishers, Lahore
      • Year of Publication: 2002
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now