Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

raunaq-e-ahd-e-jawani alwidaa

Sardar Genda Singh Mashriqi

raunaq-e-ahd-e-jawani alwidaa

Sardar Genda Singh Mashriqi

MORE BYSardar Genda Singh Mashriqi

    raunaq-e-ahd-e-javānī alvidā.a

    al-vidā.a ai shādmānī alvidā.a

    assalā ai ahd piirī assalā

    ai nishāt-o-shādmānī alvidā.a

    al-firāq ai aish-dārāñ al-firāq

    ai murād-o-kāmrānī alvidā.a

    assalā ai kundī-e-hosh-o-havās

    ai tabī.at ravānī alvidā.a

    ai hayāt-e-jāvedānī assalām

    ranj-hā-e-dār-e-fānī alvidā.a

    sar pe hai mausam ḳhizāñ aa gayā

    ai hazār-e-bostānī alvidā.a

    raunaq-e-ahd-e-jawani alwidaa

    al-widaa ai shadmani alwidaa

    assala ai ahd piri assala

    ai nishat-o-shadmani alwidaa

    al-firaq ai aish-daran al-firaq

    ai murad-o-kaamrani alwidaa

    assala ai kundi-e-hosh-o-hawas

    ai tabiat ki rawani alwidaa

    ai hayat-e-jawedani assalam

    ranj-ha-e-dar-e-fani alwidaa

    sar pe hai mausam KHizan ka aa gaya

    ai hazar-e-bostani alwidaa

    Source:

    Deewan-e-Mashriqi (Pg. e-155 p-159)

    • Author: Sardar Genda Singh Mashriqi
      • Edition: 1989
      • Publisher: Sardar Kulwant Singh
      • Year of Publication: 1989
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now