Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

raunaqen thin jahan mein kya kya kuchh

Nasir Kazmi

raunaqen thin jahan mein kya kya kuchh

Nasir Kazmi

MORE BYNasir Kazmi

    raunaqeñ thiiñ jahāñ meñ kyā kyā kuchh

    log the raftagāñ meñ kyā kyā kuchh

    ab fasl-e-bahār se pahle

    rañg the gulsitāñ meñ kyā kyā kuchh

    kyā kahūñ ab tumheñ ḳhizāñ vaalo

    jal gayā āshiyāñ meñ kyā kyā kuchh

    dil tire baa'd so gayā varna

    shor thā is makāñ meñ kyā kyā kuchh

    raunaqen thin jahan mein kya kya kuchh

    log the raftagan mein kya kya kuchh

    ab ki fasl-e-bahaar se pahle

    rang the gulsitan mein kya kya kuchh

    kya kahun ab tumhein KHizan walo

    jal gaya aashiyan mein kya kya kuchh

    dil tere ba'd so gaya warna

    shor tha is makan mein kya kya kuchh

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now