Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ret par mujhko guman pani ka tha

Saleem Shahzad

ret par mujhko guman pani ka tha

Saleem Shahzad

MORE BYSaleem Shahzad

    ret par mujh ko gumāñ paanī thā

    sabr merā imtihāñ paanī thā

    sab junūn-o-azm kāġhaz kashtiyāñ

    sāmnā jab be-karāñ paanī thā

    sañg-e-sahrā meñ thī dariyā numūd

    sañg-e-sahrā meñ ziyāñ paanī thā

    yuuñ milī sailāb meñ jā-e-panāh

    sar pe mere sā.ebāñ paanī thā

    aag bhī barsī daraḳhtoñ par vahīñ

    kaal bastī meñ jahāñ paanī thā

    ik sunahrī fāḳhta thī par-kushā

    jab ye be-samt āsmāñ paanī thā

    ret par mujh ko guman pani ka tha

    sabr mera imtihan pani ka tha

    sab junun-o-azm kaghaz kashtiyan

    samna jab be-karan pani ka tha

    sang-e-sahra mein thi dariya ki numud

    sang-e-sahra mein ziyan pani ka tha

    yun mili sailab mein ja-e-panah

    sar pe mere saeban pani ka tha

    aag bhi barsi daraKHton par wahin

    kal basti mein jahan pani ka tha

    ek sunahri faKHta thi par-kusha

    jab ye be-samt aasman pani ka tha

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now