Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

riyaz-e-marqad-e-mehrab mein basar ki hai

Moeen Nizami

riyaz-e-marqad-e-mehrab mein basar ki hai

Moeen Nizami

MORE BYMoeen Nizami

    riyāz-e-marqad-e-mehrāb meñ basar hai

    muzashtarāb ajab ḳhvāb meñ basar hai

    kisī sabab zarūrat nahīñ paḌī hai hameñ

    kuchh aise ālam-e-asbāb meñ basar hai

    rah-e-sulūk se sīkhā hai zindagī chalan

    tamām-umr kuchh ādāb meñ basar hai

    riyaz-e-marqad-e-mehrab mein basar ki hai

    muzashtarab ajab KHwab mein basar ki hai

    kisi sabab ki zarurat nahin paDi hai hamein

    kuchh aise aalam-e-asbab mein basar ki hai

    rah-e-suluk se sikha hai zindagi ka chalan

    tamam-umr kuchh aadab mein basar ki hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now