Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sae ghaTte jate hain

Muneer Niyazi

sae ghaTte jate hain

Muneer Niyazi

MORE BYMuneer Niyazi

    saa.e ghaTte jaate haiñ

    jañgal kaTte jaate haiñ

    koī saḳht vazīfa hai

    jo ham raTte jaate haiñ

    sūraj ke āsār haiñ dekho

    bādal chhaTte jaate haiñ

    aas paas ke saare manzar

    pīchhe haTte jaate haiñ

    dekho 'munīr' bahār meñ gulshan

    rañg se aTte jaate haiñ

    sae ghaTte jate hain

    jangal kaTte jate hain

    koi saKHt wazifa hai

    jo hum raTte jate hain

    suraj ke aasar hain dekho

    baadal chhaTte jate hain

    aas pas ke sare manzar

    pichhe haTte jate hain

    dekho 'munir' bahaar mein gulshan

    rang se aTte jate hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now