Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

saqi jo diye jae ye kah kar ki piye ja

Rasa Rampuri

saqi jo diye jae ye kah kar ki piye ja

Rasa Rampuri

MORE BYRasa Rampuri

    saaqī jo diye jaa.e ye kah kar ki piye

    to maiñ bhī piye jā.ūñ ye kah kar ki diye

    jaane jo zid hai to mujhe zahr diye

    itnā to kahā maan le itnā to kiye

    kuchh aur na kar mujh pe jafā.eñ kiye

    kuchh aur na le merī duā.eñ liye

    kyā lazzat-e-ta.azīr ne majbūr kiyā hai

    aatā hai yahī meñ ki taqsīr kiye

    kam-baḳht 'rasā' terī rasā.ī nahīñ un tak

    ḳhuub islām ko badnām kiye

    saqi jo diye jae ye kah kar ki piye ja

    to main bhi piye jaun ye kah kar ki diye ja

    jaane ki jo zid hai to mujhe zahr diye ja

    itna to kaha man le itna to kiye ja

    kuchh aur na kar mujh pe jafaen tu kiye ja

    kuchh aur na le meri duaen tu liye ja

    kya lazzat-e-tazir ne majbur kiya hai

    aata hai yahi ji mein ki taqsir kiye ja

    kam-baKHt 'rasa' teri rasai nahin un tak

    tu KHub sa islam ko badnam kiye ja

    Source:

    Noquush (Pg. B-402 E412)

      • Edition: May June 1954
      • Publisher: Nuqoosh Press Lahore
      • Year of Publication: May June 1954
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now