Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

saqi qadah-e-sharab de de

Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi

saqi qadah-e-sharab de de

Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi

MORE BYPandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi

    saaqī qadah-e-sharāb de de

    mahtāb meñ āftāb de de

    saaqī baaqī jo kuchh hai le le

    baaqī saaqī sharāb de de

    lailā maiñ ne tujhe banāyā

    majnūñ mujh ko ḳhitāb de de

    pyāsā jaatā hai nashtar-e-yār

    o rag kuchh ḳhūn-e-nāb de de

    us but se nasīm zar na maañg

    jo chāhe vo be-hisāb de de

    saqi qadah-e-sharab de de

    mahtab mein aaftab de de

    saqi baqi jo kuchh hai le le

    baqi saqi sharab de de

    laila main ne tujhe banaya

    majnun mujh ko KHitab de de

    pyasa jata hai nashtar-e-yar

    o rag kuchh KHun-e-nab de de

    us but se nasim zar na tu mang

    jo chahe wo be-hisab de de

    Source:

    Mubahish Gulzar-e-Naseem (Pg. 465)

    • Author: Mohammad Shafi Shirazi
      • Edition: 1913
      • Publisher: Munshi Nawal Kishor, Lucknow
      • Year of Publication: 1913
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now