Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sab ke hote hue lagta hai ki ghar Khaali hai

Shakeel Jamali

sab ke hote hue lagta hai ki ghar Khaali hai

Shakeel Jamali

MORE BYShakeel Jamali

    sab ke hote hue lagtā hai ki ghar ḳhālī hai

    ye takalluf hai ki jazbāt pāmālī hai

    āsmānoñ se utarne irādā ho to sun

    shāḳh par ek parinde jagah ḳhālī hai

    jis āñkhoñ meñ sharārat thī vo mahbūba thī

    ye jo majbūr aurat hai ye ghar vaalī hai

    raat be-lutf hai parhez ke sālan tarah

    din bhikārī ke kaTore tarah ḳhālī hai

    muddatoñ ḳhud ko bharose meñ liyā hai maiñ ne

    tab kahīñ terī mohabbat ne sipar Daalī hai

    sab ke hote hue lagta hai ki ghar KHali hai

    ye takalluf hai ki jazbaat ki pamali hai

    aasmanon se utarne ka irada ho to sun

    shaKH par ek parinde ki jagah KHali hai

    jis ki aankhon mein shararat thi wo mahbuba thi

    ye jo majbur si aurat hai ye ghar wali hai

    raat be-lutf hai parhez ke salan ki tarah

    din bhikari ke kaTore ki tarah KHali hai

    muddaton KHud ko bharose mein liya hai main ne

    tab kahin teri mohabbat ne sipar Dali hai

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Shakeel Jamali

    Shakeel Jamali

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now