Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sab niDar auraton ke kya kahne

Abdullah Zreem

sab niDar auraton ke kya kahne

Abdullah Zreem

MORE BYAbdullah Zreem

    sab niDar 'auratoñ ke kyā kahne

    pesha-var 'auratoñ ke kyā kahne

    terī duniyā.eñ ḳhūb-sūrat haiñ

    ḳhaas kar 'auratoñ ke kyā kahne

    beTiyāñ paidā kartī jaatī haiñ

    be-pisar 'auratoñ ke kyā kahne

    ye koī ek din baat nahīñ

    'umr bhar 'auratoñ ke kyā kahne

    koī ehsās-e-kamtarī meñ nahīñ

    bālā-tar 'auratoñ ke kyā kahne

    sab niDar 'auraton ke kya kahne

    pesha-war 'auraton ke kya kahne

    teri duniyaen KHub-surat hain

    KHas kar 'auraton ke kya kahne

    beTiyan paida karti jati hain

    be-pisar 'auraton ke kya kahne

    ye koi ek din ki baat nahin

    'umr bhar 'auraton ke kya kahne

    koi ehsas-e-kamtari mein nahin

    baala-tar 'auraton ke kya kahne

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now