sab se jite hain KHud se haare hain
sab se jiite haiñ ḳhud se haare haiñ
ham bhī qismat ke yaar maare haiñ
apnī taqdīr mānte haiñ tujhe
tere dukh dard sab hamāre haiñ
jugnuoñ ne diyā hameñ dhokā
ab charāġhoñ ke hī sahāre haiñ
us kī āñkhoñ meñ hai kashish aisī
ham zamāne meñ jis ke maare haiñ
sab se jite hain KHud se haare hain
hum bhi qismat ke yar mare hain
apni taqdir mante hain tujhe
tere dukh dard sab hamare hain
jugnuon ne diya hamein dhoka
ab charaghon ke hi sahaare hain
us ki aankhon mein hai kashish aisi
hum zamane mein jis ke mare hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.