Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

safed raat ko din ki dhaDak samajhte hain

Irshad Ahmad Niazi

safed raat ko din ki dhaDak samajhte hain

Irshad Ahmad Niazi

MORE BYIrshad Ahmad Niazi

    safed raat ko din dhaḌak samajhte haiñ

    charāġh jaise havā lapak samajhte haiñ

    dikhā rahe haiñ vahī jo pasand hai mujh ko

    ki aa.ine mire dil kasak samajhte haiñ

    ye bartanoñ se chhalaktī huī udāsī hai

    jise ham ek badan khanak samajhte haiñ

    laboñ ke zahr ko chakhne kyā zarūrat hai

    faqīr aañkh meñ phailī chamak samajhte haiñ

    tumhāre baad samajhne lage haiñ sab 'irshād'

    ḳhushī ke zā.iqe ġham mahak samajhte haiñ

    safed raat ko din ki dhaDak samajhte hain

    charagh jaise hawa ki lapak samajhte hain

    dikha rahe hain wahi jo pasand hai mujh ko

    ki aaine mere dil ki kasak samajhte hain

    ye bartanon se chhalakti hui udasi hai

    jise hum ek badan ki khanak samajhte hain

    labon ke zahr ko chakhne ki kya zarurat hai

    faqir aankh mein phaili chamak samajhte hain

    tumhaare baad samajhne lage hain sab 'irshad'

    KHushi ke zaiqe gham ki mahak samajhte hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now