Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

saho bechaargi ka dukh

Syed Zamin Abbas Kazmi

saho bechaargi ka dukh

Syed Zamin Abbas Kazmi

MORE BYSyed Zamin Abbas Kazmi

    saho bechārgī dukh

    uThāo bandagī dukh

    sabhī ko dukh hai ġhurbat

    mujhe āsūdgī dukh

    tujhe merī zarūrat thī

    so ab kyā be-ruḳhī dukh

    kisī ik ġhalat-fahmī

    kisī zindagī dukh

    tumhāre bolne Dar

    tumhāre ḳhāmushī dukh

    saho bechaargi ka dukh

    uThao bandagi ka dukh

    sabhi ko dukh hai ghurbat ka

    mujhe aasudgi ka dukh

    tujhe meri zarurat thi

    so ab kya be-ruKHi ka dukh

    kisi ki ek ghalat-fahmi

    kisi ki zindagi ka dukh

    tumhaare bolne ka Dar

    tumhaare KHamushi ka dukh

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now