Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

samundar mein utara ja raha tha

Faisal Khayyam

samundar mein utara ja raha tha

Faisal Khayyam

MORE BYFaisal Khayyam

    samundar meñ utārā rahā thā

    mujhe dhoke se maarā rahā thā

    jahāñ se aaj tak guzrā nahīñ maiñ

    usī jānib dubāra rahā thā

    navāzish naam thī dar-haqīqat

    hameñ sar se utārā rahā thā

    binā tere vo ik chhoTā lamha

    kahāñ mujh se guzārā rahā thā

    yahī thī sūkhe dariyā kahānī

    kahīñ tanhā kināra rahā thā

    samundar mein utara ja raha tha

    mujhe dhoke se mara ja raha tha

    jahan se aaj tak guzra nahin main

    usi jaanib dubara ja raha tha

    nawazish nam ki thi dar-haqiqat

    hamein sar se utara ja raha tha

    bina tere wo ek chhoTa sa lamha

    kahan mujh se guzara ja raha tha

    yahi thi sukhe dariya ki kahani

    kahin tanha kinara ja raha tha

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now