Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

shaKH ke baad zamin se bhi juda hona hai

Irfan Siddiqi

shaKH ke baad zamin se bhi juda hona hai

Irfan Siddiqi

MORE BYIrfan Siddiqi

    shāḳh ke baa'd zamīñ se bhī judā honā hai

    barg-e-uftāda abhī raqs-e-havā honā hai

    ham to bārish haiñ ḳharāboñ hameñ agle baras

    dar-o-dīvār ke chehre pe likhā honā hai

    sar agar sar hai to nezoñ se shikāyat kaisī

    dil agar dil hai to dariyā se baḌā honā hai

    kuchh to karnā hai ki patthar na samajh le sailāb

    varna is ret dīvār se kyā honā hai

    shaKH ke ba'd zamin se bhi juda hona hai

    barg-e-uftada abhi raqs-e-hawa hona hai

    hum to barish hain KHarabon ki hamein agle baras

    dar-o-diwar ke chehre pe likha hona hai

    sar agar sar hai to nezon se shikayat kaisi

    dil agar dil hai to dariya se baDa hona hai

    kuchh to karna hai ki patthar na samajh le sailab

    warna is ret ki diwar se kya hona hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now