Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

shah-rag-e-jaan ke pas rahti hai

Ameer Imam

shah-rag-e-jaan ke pas rahti hai

Ameer Imam

MORE BYAmeer Imam

    shah-rag-e-jāñ ke paas rahtī hai

    ab talak terī aas rahtī hai

    terī ḳhushbū hai aaj tak mujh meñ

    par vo ḳhushbū udaas rahtī hai

    hoñTh sairāb ho ga.e ḳhud

    ab to āñkhoñ meñ pyaas rahtī hai

    niiñd har raat merī āñkhoñ meñ

    sub.h tak be-libās rahtī hai

    zindagī pata nahīñ mā'lūm

    bas kahīñ ās-pās rahtī hai

    shah-rag-e-jaan ke pas rahti hai

    ab talak teri aas rahti hai

    teri KHushbu hai aaj tak mujh mein

    par wo KHushbu udas rahti hai

    honTh sairab ho gae KHud hi

    ab to aankhon mein pyas rahti hai

    nind har raat meri aankhon mein

    subh tak be-libas rahti hai

    zindagi ka pata nahin ma'lum

    bas kahin aas-pas rahti hai

    Source :
    • Book : Subh Bakhair Zindagi (Pg. 123)
    • Author : Ameer Imam
    • Publication : Rekhta Publications (2018)
    • Edition : First
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now