Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

shaiKH ke ghar ke samne aab-e-haram Dal dun

Qamar Jameel

shaiKH ke ghar ke samne aab-e-haram Dal dun

Qamar Jameel

MORE BYQamar Jameel

    shaiḳh ke ghar ke sāmne āb-e-harām Daal duuñ

    jām-o-subū aag meñ apnā kalām Daal duuñ

    shahr ke is hujūm meñ jiine hausla rakhūñ

    apne junūñ aag meñ shahr shaam Daal duuñ

    sub.h se kuchh ajiib ġham dasht meñ haiñ hamāre saath

    in ke saroñ pe maiñ zarā chādar-e-shām Daal duuñ

    bistar-e-marg par mujhe jiine ke ḳhvāb de ga.e

    jā.ūñ unhī ke sāmne un kalām Daal duuñ

    aaj shab-e-visāl hai dekheñge aap hijr bhī

    aag jalā ke ishq is meñ davām Daal duuñ

    shaiKH ke ghar ke samne aab-e-haram Dal dun

    jam-o-subu ki aag mein apna kalam Dal dun

    shahr ke is hujum mein jine ka hausla rakhun

    apne junun ki aag mein shahr ki sham Dal dun

    subh se kuchh ajib gham dasht mein hain hamare sath

    in ke saron pe main zara chadar-e-sham Dal dun

    bistar-e-marg par mujhe jine ke KHwab de gae

    jaun unhi ke samne un ka kalam Dal dun

    aaj shab-e-visal hai dekhenge aap hijr bhi

    aag jala ke ishq ki is mein dawam Dal dun

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Qamar Jameel

    Qamar Jameel

    Source:

    chahaar khvaab (Pg. 73)

    • Author: qamar jamiil
      • Edition: 1985
      • Publisher: maktaba aasii
      • Year of Publication: 1985
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now