Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

shauq un ko hai baghbani ka

Nafees Warsi

shauq un ko hai baghbani ka

Nafees Warsi

MORE BYNafees Warsi

    shauq un ko hai bāġhbānī

    qatl karte haiñ rāt-rānī

    saare mazdūr lauT aa.e haiñ

    haal achchhā hai rājdhānī

    sab ke lahje meñ chiḌchiḌāhaT hai

    taste achchhā nahīñ hai paanī

    log jis ko bayān karte haiñ

    maiñ huuñ kirdār is kahānī

    vaqt apnī jagah pe Thahrā hai

    rang badlā hai zindagānī

    raunaq-e-zīst se uub gayā

    sher koī sunāo 'fānī'

    shauq paalo 'nafīs' is tum

    lutf baalā hai na.at-ḳhvānī

    shauq un ko hai baghbani ka

    qatl karte hain raat-rani ka

    sare mazdur lauT aae hain

    haal achchha hai rajdhani ka

    sab ke lahje mein chiDchiDahaT hai

    taste achchha nahin hai pani ka

    log jis ko bayan karte hain

    main hun kirdar is kahani ka

    waqt apni jagah pe Thahra hai

    rang badla hai zindagani ka

    raunaq-e-zist se ji ub gaya

    sher koi sunao 'fani' ka

    shauq palo 'nafis' is ka tum

    lutf baala hai nat-KHwani ka

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now