Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jo dikh raha usi ke andar jo an-dikha hai wo shairi hai

Ahmad Salman

jo dikh raha usi ke andar jo an-dikha hai wo shairi hai

Ahmad Salman

MORE BYAhmad Salman

    jo dikh rahā usī ke andar jo an-dikhā hai vo shā.irī hai

    jo kah sakā thā vo kah chukā huuñ jo rah gayā hai vo shā.irī hai

    ye shahr saarā to raushnī meñ khilā paḌā hai so kyā likhūñ maiñ

    vo duur jañgal jhoñpaḌī meñ jo ik diyā hai vo shā.irī hai

    diloñ ke mābain guftugū meñ tamām bāteñ izāfateñ haiñ

    tumhārī bātoñ har tavaqquf jo boltā hai vo shā.irī hai

    tamām dariyā jo ek samundar meñ gir rahe haiñ to kyā ajab hai

    vo ek dariyā jo rāste meñ rah gayā hai vo shā.irī hai

    jo dikh raha usi ke andar jo an-dikha hai wo shairi hai

    jo kah saka tha wo kah chuka hun jo rah gaya hai wo shairi hai

    ye shahr sara to raushni mein khila paDa hai so kya likhun main

    wo dur jangal ki jhonpaDi mein jo ek diya hai wo shairi hai

    dilon ke mabain guftugu mein tamam baaten izafaten hain

    tumhaari baaton ka har tawaqquf jo bolta hai wo shairi hai

    tamam dariya jo ek samundar mein gir rahe hain to kya ajab hai

    wo ek dariya jo raste mein hi rah gaya hai wo shairi hai

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Ahmad Salman

    Ahmad Salman

    RECITATIONS

    Ahmad Salman

    Ahmad Salman,

    Ahmad Salman

    jo dikh raha usi ke andar jo an-dikha hai wo shairi hai Ahmad Salman

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now