Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

shishe mein hai sharab to shisha sharab mein

Afqar Mohani

shishe mein hai sharab to shisha sharab mein

Afqar Mohani

MORE BYAfqar Mohani

  shīshe meñ hai sharāb to shīsha sharāb meñ

  ya.anī hai āftāb had-e-āftāb meñ

  sarzad hue gunāh jo ahd-e-shabāb meñ

  mālik mire inheñ na rakhnā hisāb meñ

  aalam yahī rahā to nigāhoñ zikr kyā

  niyyat bhī Duub jā.egī jām-e-sharāb meñ

  ai barq kyā hamīñ ko miTānā chaman meñ thā

  thā aur āshiyāñ na koī intiḳhāb meñ

  'afqar' ye sab haiñ un ke tabassum shoḳhiyāñ

  rañgīniyāñ jo ban ga.iiñ mauj-e-sharāb meñ

  shishe mein hai sharab to shisha sharab mein

  yani hai aaftab had-e-aftab mein

  sarzad hue gunah jo ahd-e-shabab mein

  malik mere inhen tu na rakhna hisab mein

  aalam yahi raha to nigahon ka zikr kya

  niyyat bhi Dub jaegi jam-e-sharab mein

  ai barq kya hamin ko miTana chaman mein tha

  tha aur aashiyan na koi intiKHab mein

  'afqar' ye sab hain un ke tabassum ki shoKHiyan

  ranginiyan jo ban gain mauj-e-sharab mein

  Source :
  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

  0
  COMMENTS
  VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

  Additional information available

  Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

  OKAY

  About this sher

  Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

  Close

  rare Unpublished content

  This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

  OKAY

  Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

  GET YOUR PASS
  Speak Now