aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sina lahuluhan hai kali chaTTan ka

Aajiz Hengan Ghati

sina lahuluhan hai kali chaTTan ka

Aajiz Hengan Ghati

MORE BYAajiz Hengan Ghati

  siina lahūluhān hai kaalī chaTTān

  patthar meñ bhī gumān hotā hai jaan

  chhoTā ek tinkā chiḌiyā choñch meñ

  shahtīr lag rahā thā jo ūñche makān

  qindīl le ke ḳhud vo ḳhandaq meñ girā

  na.ara lagā rahā thā abhī sāvdhān

  hai sāmne se aañkh milāne lutf aur

  khelegā kyā shikār shikārī machān

  'ājiz' merī qamīz meñ aTkā thā jo kabhī

  tohfe thā vo phuul ki kāñTā thā jaan

  sina lahuluhan hai kali chaTTan ka

  patthar mein bhi guman sa hota hai jaan ka

  chhoTa sa ek tinka chiDiya ki chonch mein

  shahtir lag raha tha jo unche makan ka

  qindil le ke KHud hi wo KHandaq mein ja gira

  nara laga raha tha abhi sawdhan ka

  hai samne se aankh milane ka lutf aur

  khelega kya shikar shikari machan ka

  'ajiz' meri qamiz mein aTka tha jo kabhi

  tohfe ka tha wo phul ki kanTa tha jaan ka

  0
  COMMENTS
  VIEW COMMENTS

  Additional information available

  Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

  OKAY

  About this sher

  Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

  Close

  rare Unpublished content

  This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

  OKAY

  Jashn-e-Rekhta | 2-3-4 December 2022 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate, New Delhi

  GET YOUR FREE PASS
  Speak Now