Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sine mein dagh hai tapish-e-intizar ka

Asifud Daula

sine mein dagh hai tapish-e-intizar ka

Asifud Daula

MORE BYAsifud Daula

    siine meñ daaġh hai tapish-e-intizār

    ab kyā karūñ ilaaj dil-e-dāġh-dār

    us se mujhe milāo ki martā huuñ hijr meñ

    baa.is hai zindagī mirī vasl yaar

    sayyād ab to chhoḌ de aatī hai fasl-e-gul

    dekhūñgā haa.e kyuuñ ki tamāshā bahār

    shāyad tumhāre diiñ meñ hai ai dilbaro ravā

    dil chhīn lenā āshiq sīna-figār

    shabnam nahīñ hai barg ke uupar chaman ke biich

    'āsif' girā hai ashk kisī be-qarār

    sine mein dagh hai tapish-e-intizar ka

    ab kya karun ilaj dil-e-dagh-dar ka

    us se mujhe milao ki marta hun hijr mein

    bais hai zindagi ka meri wasl yar ka

    sayyaad ab to chhoD de aati hai fasl-e-gul

    dekhunga hae kyun ki tamasha bahaar ka

    shayad tumhaare din mein hai ai dilbaro rawa

    dil chhin lena aashiq sina-figar ka

    shabnam nahin hai barg ke upar chaman ke bich

    'asif' gira hai ashk kisi be-qarar ka

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Mehran Amrohi

    Mehran Amrohi

    Source:

    Lucknow Ke Chand Namwar Shora-volume-001 (Pg. ebook-60 page-61)

    • Author: Syed Sulaiman Husain
      • Edition: 1973
      • Publisher: Uttar Pradesh Urdu Academy, Lucknow
      • Year of Publication: 1973
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now