Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sirf KHayalon mein na raha kar

Hastimal Hasti

sirf KHayalon mein na raha kar

Hastimal Hasti

MORE BYHastimal Hasti

    sirf ḳhayāloñ meñ na rahā kar

    ḳhud se bāhar bhī niklā kar

    lab pe nahīñ ātīñ sab bāteñ

    ḳhāmoshī ko bhī samjhā kar

    umr sañvar jā.egī terī

    pyaar ko apnā ā.īna kar

    jab koī qalam ḳharīde

    pahle un naam likhā kar

    soch samajh sab taaq pe rakh kar

    pyaar meñ bachchoñ machlā kar

    sirf KHayalon mein na raha kar

    KHud se bahar bhi nikla kar

    lab pe nahin aatin sab baaten

    KHamoshi ko bhi samjha kar

    umr sanwar jaegi teri

    pyar ko apna aaina kar

    jab tu koi qalam KHaride

    pahle un ka nam likha kar

    soch samajh sab taq pe rakh kar

    pyar mein bachchon sa machla kar

    Source :
    • Book : Kuchh Aur Tarah Se Bhi (Gazal) (Pg. 76)
    • Author : Hastimal Hasti
    • Publication : Vani Prakashan (2005)
    • Edition : 2005
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now