Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sisakte phulon ka koi bhi dard-mand nahin

Athar Aziz

sisakte phulon ka koi bhi dard-mand nahin

Athar Aziz

MORE BYAthar Aziz

    sisakte phūloñ koī bhī dard-mañd nahīñ

    mahak se pyaar hai ma.asūmiyat pasand nahīñ

    chalo to ham bhī samundar koī talāsh kareñ

    sunā hai ret dīvār kuchh buland nahīñ

    lahaktī shāḳh lahū meñ na kyuuñ nahā uTThe

    sabā ke paas sajāvaT vo kamand nahīñ

    jo sun sako to mujhe dhaḌkanoñ lai pe suno

    maiñ ek saaz huuñ āvāz samand nahīñ

    pavan khoj meñ parbat ko chūmtī kirno

    palaT bhī aao ki pattoñ ke hoñT band nahīñ

    sisakte phulon ka koi bhi dard-mand nahin

    mahak se pyar hai masumiyat pasand nahin

    chalo to hum bhi samundar koi talash karen

    suna hai ret ki diwar kuchh buland nahin

    lahakti shaKH lahu mein na kyun naha uTThe

    saba ke pas sajawaT ki wo kamand nahin

    jo sun sako to mujhe dhaDkanon ki lai pe suno

    main ek saz hun aawaz ka samand nahin

    pawan ki khoj mein parbat ko chumti kirno

    palaT bhi aao ki patton ke honT band nahin

    Source:

    Rooh-e-Ghazal,Pachas Sala Intekhab (Pg. 342)

      • Edition: 1993
      • Publisher: Anjuman-e-Rooh-e-Adab, Allahabad
      • Year of Publication: 1993
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now