Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

siyah dil mein safedi ke bij boega

Khursheed Akbar

siyah dil mein safedi ke bij boega

Khursheed Akbar

MORE BYKhursheed Akbar

    siyāh dil meñ safedī ke biij bo.egā

    bichhaḌ ke jab vo milegā to ḳhuub ro.egā

    hai us ke paas ujāloñ marhamī lashkar

    vo saarī raat añdheroñ ke zaḳhm dho.egā

    badī sabz samundar pukārtā hai use

    vo nekiyoñ sabhī kashtiyāñ Dubo.egā

    vo degā ruuh ko nām-o-nasab mahrūmī

    badan Dor se rishte bahut piro.egā

    maiñ us rahm bārish meñ qaht-zār huā

    vo ab ke dhuup se miTTī mirī bhigo.egā

    siyah dil mein safedi ke bij boega

    bichhaD ke jab wo milega to KHub roega

    hai us ke pas ujalon ka marhami lashkar

    wo sari raat andheron ke zaKHm dhoega

    badi ka sabz samundar pukarta hai use

    wo nekiyon ki sabhi kashtiyan Duboega

    wo dega ruh ko nam-o-nasab ki mahrumi

    badan ki Dor se rishte bahut piroega

    main us ki rahm ki barish mein qaht-zar hua

    wo ab ke dhup se miTTi meri bhigoega

    Source:

    Samundar Khilaf Rahta Hai (Pg. ebook-50 page-48)

    • Author: Khursheed Akbar
      • Edition: 1994
      • Publisher: Asari Sang-e-Meel Publication, Patna
      • Year of Publication: 1994
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now