Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sochon ki palki mein biTha kar sutur ko

Lucky farooqi Hasrat

sochon ki palki mein biTha kar sutur ko

Lucky farooqi Hasrat

MORE BYLucky farooqi Hasrat

    sochoñ pālkī meñ biThā kar sutūr ko

    kāġhaz pe khīñch laayā huuñ jannat huur ko

    sar par chaḌhā ke rakhtā huuñ mastī ke jaam se

    ik sāñvle badan ke gulābī surūr ko

    ik chīḳh mājre haqīqat batā ga.ī

    ġhota lagā ke aanā thā kīchaḌ meñ nuur ko

    miltī haiñ sub.h-o-shām tashaddud roTiyāñ

    ġhurbat tang jail meñ bhūke ġhurūr ko

    aise ġhazal ke chehre pe raunaq na aa.egī

    lafzoñ ke reg-māl se ghisiye shu'ūr ko

    sochon ki palki mein biTha kar sutur ko

    kaghaz pe khinch laya hun jannat ki hur ko

    sar par chaDha ke rakhta hun masti ke jam se

    ek sanwle badan ke gulabi surur ko

    ek chiKH majre ki haqiqat bata gai

    ghota laga ke aana tha kichaD mein nur ko

    milti hain subh-o-sham tashaddud ki roTiyan

    ghurbat ki tang jail mein bhuke ghurur ko

    aise ghazal ke chehre pe raunaq na aaegi

    lafzon ke reg-mal se ghisiye shu'ur ko

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now