Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sukun-o-sabr ki duniya mein nam karta ja

Hayat Amrohvi

sukun-o-sabr ki duniya mein nam karta ja

Hayat Amrohvi

MORE BYHayat Amrohvi

    sukūn-o-sabr duniyā meñ naam kartā

    jo ho sakā na kisī se vo kaam kartā

    nigāh pher ke shauq se ḳhudā-hāfiz

    kisī ġharīb qissa tamām kartā

    tasavvurāt meñ aa aa ke bhāgne vaale

    bahisht-e-qalb-o-nazar meñ qayām kartā

    guzār dūñgā tire intizār ghaḌiyāñ

    mujhe asīr-e-ġham-e-sub.h-o-shām kartā

    'hayāt' ne to faqat tujh se dil lagāyā thā

    ye kab kahā thā ki jiinā harām kartā

    sukun-o-sabr ki duniya mein nam karta ja

    jo ho saka na kisi se wo kaam karta ja

    nigah pher ke ja shauq se KHuda-hafiz

    kisi gharib ka qissa tamam karta ja

    tasawwuraat mein aa aa ke bhagne wale

    bahisht-e-qalb-o-nazar mein qayam karta ja

    guzar dunga tere intizar ki ghaDiyan

    mujhe asir-e-gham-e-subh-o-sham karta ja

    'hayat' ne to faqat tujh se dil lagaya tha

    ye kab kaha tha ki jina haram karta ja

    Source:

    Saz-e-Zindagi (Pg. 49)

    • Author: Hayat Amrohvi
      • Publisher: Shahzeb Raza Naqvi
      • Year of Publication: 1989
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now