Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

suluk dekh liya be-hunar hawaon ka

Marghoob Ali

suluk dekh liya be-hunar hawaon ka

Marghoob Ali

MORE BYMarghoob Ali

    sulūk dekh liyā be-hunar havāoñ

    har ek shāḳh hai manzar udaas rāhoñ

    vo chāñd ban ke mirī raat par utartā hai

    to kaise yaad rakhūñ rañg phir qabāoñ

    na koī nazm likkhī na tujh se baat huī

    ye puurā saal Thahrā mujhe sazāoñ

    talab rahe to mahakte haiñ chāhatoñ ke phuul

    talab miTe to sila kaisā phir vafāoñ

    nahīñ ye koh-e-nidā se hai kuchh alag bastī

    javāb aatā nahīñ lauT kar sadāoñ

    suluk dekh liya be-hunar hawaon ka

    har ek shaKH hai manzar udas rahon ka

    wo chand ban ke meri raat par utarta hai

    to kaise yaad rakhun rang phir qabaon ka

    na koi nazm hi likkhi na tujh se baat hui

    ye pura sal hi Thahra mujhe sazaon ka

    talab rahe to mahakte hain chahaton ke phul

    talab miTe to sila kaisa phir wafaon ka

    nahin ye koh-e-nida se hai kuchh alag basti

    jawab aata nahin lauT kar sadaon ka

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now