Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tariKH-nawisi ki ye tarz purani hai

Vaqar Siddiqui

tariKH-nawisi ki ye tarz purani hai

Vaqar Siddiqui

MORE BYVaqar Siddiqui

    tārīḳh-navīsī ye tarz purānī hai

    shāhoñ fasāna hai pariyoñ kahānī hai

    patthar ke zamāne se atom ke zamāne tak

    paḌhte chale jaao insāñ kahānī hai

    jo rāsta rokegā bah jā.egā maujoñ meñ

    chaḌhtā huā dariyā hai bahtā huā paanī hai

    kyā soch rahe ho tum baiThe hue aise meñ

    aao chalo zindāñ dīvār girānī hai

    vo sindh ghāTī ho niil vaadī ho

    tahzīb-o-tamaddun tārīḳh purānī hai

    tariKH-nawisi ki ye tarz purani hai

    shahon ka fasana hai pariyon ki kahani hai

    patthar ke zamane se atom ke zamane tak

    paDhte hi chale jao insan ki kahani hai

    jo rasta rokega bah jaega maujon mein

    chaDhta hua dariya hai bahta hua pani hai

    kya soch rahe ho tum baiThe hue aise mein

    aao chalo zindan ki diwar girani hai

    wo sindh ki ghaTi ho ya nil ki wadi ho

    tahzib-o-tamaddun ki tariKH purani hai

    Source:

    Fard-e-Khayal (Pg. 38)

    • Author: Vaqar Siddiqui
      • Publisher: Nayi Kitab Publishers, New Delhi
      • Year of Publication: 2009
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now