Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tarikiyon mein jal ke wo qindil ki tarah

Meraj Naqvi

tarikiyon mein jal ke wo qindil ki tarah

Meraj Naqvi

MORE BYMeraj Naqvi

    tārīkiyoñ meñ jal ke vo qindīl tarah

    sahrā-badan se guzrī hai ik jhiil tarah

    kal raat mere jism ne mahsūs thakan

    do-gām ke safar meñ ka.ī mel tarah

    be-tāl ilāqa hai chalnā sambhāl kar

    ulTe laTak na jaao abābīl tarah

    kal raat mujh pe hamla kiyā ek ḳhvāb ne

    murda badan pe bhūkī kisī chiil tarah

    maiñ thā nashe meñ raat koī rū-ba-rū to thā

    lagtā thā ḳhadd-o-ḳhāl se jibrīl tarah

    tarikiyon mein jal ke wo qindil ki tarah

    sahra-badan se guzri hai ek jhil ki tarah

    kal raat mere jism ne mahsus ki thakan

    do-gam ke safar mein kai mel ki tarah

    be-tal ka ilaqa hai chalna sambhaal kar

    ulTe laTak na jao ababil ki tarah

    kal raat mujh pe hamla kiya ek KHwab ne

    murda badan pe bhuki kisi chil ki tarah

    main tha nashe mein raat koi ru-ba-ru to tha

    lagta tha KHadd-o-KHal se jibril ki tarah

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now