Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tabib dekh ke mujhko dawa na kuchh bola

Raza Azimabadi

tabib dekh ke mujhko dawa na kuchh bola

Raza Azimabadi

MORE BYRaza Azimabadi

    tabīb dekh ke mujh ko davā na kuchh bolā

    ḳhudā ko sauñp do is ke sivā na kuchh bolā

    raqīb jast mirā us ke aage kartā hai

    suno to yaaro koī āshnā na kuchh bolā

    maiñ jis se pūchhā nishāñ us parī manzil

    vo mere muñh ke ta.iiñ tak rahā na kuchh bolā

    maiñ arz nahīñ tum mujh se bolte ho kyuuñ

    vo itnā kahte sun ho gayā na kuchh bolā

    tabib dekh ke mujh ko dawa na kuchh bola

    KHuda ko saunp do is ke siwa na kuchh bola

    raqib jast mera us ke aage karta hai

    suno to yaro koi aashna na kuchh bola

    main jis se puchha nishan us pari ki manzil ka

    wo mere munh ke tain tak raha na kuchh bola

    main arz ki nahin tum mujh se bolte ho kyun

    wo itna kahte hi sun ho gaya na kuchh bola

    Source:

    Deewan-e-Raza Azeemabadi (Pg. ebook-39 page-17)

    • Author: Qazi Abdul Wadood
      • Edition: 1956
      • Publisher: Idara-e-Tahqiqat-e-Urdu, Patna
      • Year of Publication: 1984
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now