Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

taKHtiyan sab utar di gai hain

Tabinda Sahar Abidi

taKHtiyan sab utar di gai hain

Tabinda Sahar Abidi

MORE BYTabinda Sahar Abidi

    taḳhtiyāñ sab utaar ga.ī haiñ

    mire ghar kahīñ pata nahīñ

    reg-e-biryāñ pe chal ke aa.e haiñ

    paañv meñ koī aabla nahīñ

    zaḳhm-e-dil ko talāsh-e-marham thī

    aur marham kahīñ milā nahīñ

    ham ne dastak to bahut lekin

    phir koī dar kabhī khulā nahīñ

    zindagī se kabhī banī na mirī

    maut par iḳhtiyār thā nahīñ

    dhuup bhī qahr ban ke barsī aur

    sā.ebāñ ret se banā nahīñ

    taKHtiyan sab utar di gai hain

    mere ghar ka kahin pata hi nahin

    reg-e-biryan pe chal ke aae hain

    panw mein koi aabla hi nahin

    zaKHm-e-dil ko talash-e-marham thi

    aur marham kahin mila hi nahin

    hum ne dastak to di bahut lekin

    phir koi dar kabhi khula hi nahin

    zindagi se kabhi bani na meri

    maut par iKHtiyar tha hi nahin

    dhup bhi qahr ban ke barsi aur

    saeban ret se bana hi nahin

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now