Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tamam qaziya makan bhar tha

Rashid Jamaal Farooqi

tamam qaziya makan bhar tha

Rashid Jamaal Farooqi

MORE BYRashid Jamaal Farooqi

    tamām qaziya makān bhar thā

    makān kyā thā machān bhar thā

    ye shahr-e-lā-had-o-samt merā

    golob meñ ik nishān bhar thā

    rivāyatoñ se koī ta.alluq

    jo bach rahā pān-dān bhar thā

    gumān bhar the tamām dhaḌke

    tamām Dar imtihān bhar thā

    tumāniyat bārishoñ meñ hal thī

    jo ḳhauf thā sā.ebān bhar thā

    jo jast thī ek musht bhar thī

    jo shor thā āsmān bhar thā

    tamam qaziya makan bhar tha

    makan kya tha machan bhar tha

    ye shahr-e-la-had-o-samt mera

    golob mein ek nishan bhar tha

    riwayaton se koi talluq

    jo bach raha pan-dan bhar tha

    guman bhar the tamam dhaDke

    tamam Dar imtihan bhar tha

    tumaniyat barishon mein hal thi

    jo KHauf tha saeban bhar tha

    jo jast thi ek musht bhar thi

    jo shor tha aasman bhar tha

    RECITATIONS

    Rashid Jamaal Farooqi

    Rashid Jamaal Farooqi,

    Rashid Jamaal Farooqi

    tamam qaziya makan bhar tha Rashid Jamaal Farooqi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now