Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tarjumani-e-gham-e-zist ka mausam bhi nahin

Sajida Zaidi

tarjumani-e-gham-e-zist ka mausam bhi nahin

Sajida Zaidi

MORE BYSajida Zaidi

    Interesting Fact

    March 1965

    tarjumānī-e-ġham-e-zīst mausam bhī nahīñ

    sho.ala-e-ġham bhī nahīñ mauj-e-tabassum bhī nahīñ

    koī unvāñ koī sūrat nahīñ vaj.h-e-taskīn

    vahshat-e-dil davā jān-e-jahāñ tum bhī nahīñ

    pā-ba-zanjīr huī jaatī hai parvāz-e-ḳhayāl

    dil āvāz meñ jazboñ tarannum bhī nahīñ

    phir ye kyā shai hai jo rakhtī hai hirāsāñ shab-o-roz

    bahr-e-ehsās maujoñ meñ talātum bhī nahīñ

    tarjumani-e-gham-e-zist ka mausam bhi nahin

    shoala-e-gham bhi nahin mauj-e-tabassum bhi nahin

    koi unwan koi surat nahin wajh-e-taskin

    wahshat-e-dil ki dawa jaan-e-jahan tum bhi nahin

    pa-ba-zanjir hui jati hai parwaz-e-KHayal

    dil ki aawaz mein jazbon ka tarannum bhi nahin

    phir ye kya shai hai jo rakhti hai hirasan shab-o-roz

    bahr-e-ehsas ki maujon mein talatum bhi nahin

    Source:

    Aatish Zeer-e-paa (Pg. 166)

    • Author: Sajidah Zaidi
      • Edition: 1995
      • Publisher: Sajidah Zaidi, Aligarah
      • Year of Publication: 1995
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now