Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tashkil badar ki hai kabhi hai hilal ki

Sareer Kabiri

tashkil badar ki hai kabhi hai hilal ki

Sareer Kabiri

MORE BYSareer Kabiri

    tashkīl badar hai kabhī hai hilāl

    duniyā hai ik shabīh urūj-o-zavāl

    phūloñ se hai ladī huī har shāḳh-e-gulsitāñ

    rakh ḳhudā ne aabrū dast-e-zavāl

    jannat-farosh hūroñ ke dallāl ḳhirqa-posh

    kyā pūchhte ho vā.iz-e-farḳhanda-fāl

    in mah-vashoñ ko parde se bāhar nikāl ke

    duniyā miTā.ī jaatī hai husn-o-jamāl

    mujh ko milā hai vo dil be-mudda.ā 'sarīr'

    jis ko ġham-e-firāq na hasrat visāl

    tashkil badar ki hai kabhi hai hilal ki

    duniya hai ek shabih uruj-o-zawal ki

    phulon se hai ladi hui har shaKH-e-gulsitan

    rakh li KHuda ne aabru dast-e-zawal ki

    jannat-farosh huron ke dallal KHirqa-posh

    kya puchhte ho waiz-e-farKHanda-fal ki

    in mah-washon ko parde se bahar nikal ke

    duniya miTai jati hai husn-o-jamal ki

    mujh ko mila hai wo dil be-muddaa 'sarir'

    jis ko gham-e-firaq na hasrat visal ki

    Source:

    Rooh-e-Ghazal,Pachas Sala Intekhab (Pg. 94)

      • Edition: 1993
      • Publisher: Anjuman-e-Rooh-e-Adab, Allahabad
      • Year of Publication: 1993
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now