Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

taur be-taur hue jate hain

Habeeb Ashar Dehlavi

taur be-taur hue jate hain

Habeeb Ashar Dehlavi

MORE BYHabeeb Ashar Dehlavi

    taur be-taur hue jaate haiñ

    ab vo kuchh aur hue jaate haiñ

    chhalkī paḌtī hai nigāh-e-sāqī

    daur par daur hue jaate haiñ

    na ghabrā ki tire dīvāne

    ḳhūgar-e-jaur hue jaate haiñ

    ishq ke mas.ala-hā-e-sāda

    qābil-e-ġhaur hue jaate haiñ

    taur be-taur hue jate hain

    ab wo kuchh aur hue jate hain

    chhalki paDti hai nigah-e-saqi

    daur par daur hue jate hain

    tu na ghabra ki tere diwane

    KHugar-e-jaur hue jate hain

    ishq ke masala-ha-e-sada

    qabil-e-ghaur hue jate hain

    Source:

    Funoon(Jadeed Ghazal Number: Volume-002) (Pg. 509)

      • Edition: 1969
      • Publisher: Ahmad Nadeem Qasmi
      • Year of Publication: 1969
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now