Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tera wada hai sabab dil ke bahal jaane ka

Ishrat moin Seemaa

tera wada hai sabab dil ke bahal jaane ka

Ishrat moin Seemaa

MORE BYIshrat moin Seemaa

    terā va.ada hai sabab dil ke bahal jaane

    mausam hijr meñ har phuul ke khil jaane

    ḳhāmushī aag lagātī hai mire chāroñ or

    mujh ko afsos hai alfāz ke jal jaane

    qatl gāhoñ meñ rakhe aa.ine dekhe to kahā

    kitnā sāmān thā qātil ke dahal jaane

    umr-e-rafta ke har ik taaq pe jaltā hai diyā

    tum se milne bichhaḌne sambhal jaane

    mausam-e-hijr ho vasl vo raat hasīñ

    'sīmā' dhaḌkā lagā rahtā hai Dhal jaane

    tera wada hai sabab dil ke bahal jaane ka

    mausam hijr mein har phul ke khil jaane ka

    KHamushi aag lagati hai mere chaaron or

    mujh ko afsos hai alfaz ke jal jaane ka

    qatl gahon mein rakhe aaine dekhe to kaha

    kitna saman tha qatil ke dahal jaane ka

    umr-e-rafta ke har ek taq pe jalta hai diya

    tum se milne ka bichhaDne ka sambhal jaane ka

    mausam-e-hijr ho ya wasl ki wo raat hasin

    'sima' dhaDka sa laga rahta hai Dhal jaane ka

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now