Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tere honTon pe nazar baqi hai

Aazam Khursheed

tere honTon pe nazar baqi hai

Aazam Khursheed

MORE BYAazam Khursheed

    tere hoñToñ pe nazar baaqī hai

    kis ke hone ḳhabar baaqī hai

    kitne ḳhush-rañg badan dhuul hue

    vaqt chaal magar baaqī hai

    aaj bhī ġham salāmī ke liye

    dil ābād nagar baaqī hai

    shab qindīl uThāne vaale

    dekh chehroñ pe sahar baaqī hai

    dard chehra thā barbād huā

    dasht meñ sūkhā shajar baaqī hai

    ḳhuuñ javāñ ḳhuun se holī khelo

    chand qadmoñ safar baaqī hai

    tere honTon pe nazar baqi hai

    kis ke hone ki KHabar baqi hai

    kitne KHush-rang badan dhul hue

    waqt ki chaal magar baqi hai

    aaj bhi gham ki salami ke liye

    dil ka aabaad nagar baqi hai

    shab ki qindil uThane wale

    dekh chehron pe sahar baqi hai

    dard ka chehra tha barbaad hua

    dasht mein sukha shajar baqi hai

    KHun jawan KHun se holi khelo

    chand qadmon ka safar baqi hai

    Source:

    Harf hale (Pg. 132)

    • Author: Aazam Khurshiid
      • Publisher: Lodhi Publishers
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now