Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

teri rah mein rakh kar apni sham ki aahaT

Naheed Virk

teri rah mein rakh kar apni sham ki aahaT

Naheed Virk

MORE BYNaheed Virk

    terī raah meñ rakh kar apnī shaam aahaT

    dam-ba-ḳhud baiThī hai mere baam aahaT

    haath lakīroñ se kis tarah nikālūñ maiñ

    terī yaad ke mausam, tere naam aahaT

    jab ye dil rifāqat kachchī niiñd se jaagā

    har taraf sunā.ī iḳhtitām aahaT

    raat ke utarte dil suunī galiyoñ meñ

    jaag uThtī hai phir se tere naam aahaT

    baiTh jaatī hai aa kar dar pe kyuuñ mire, 'nāhīd'

    tere saath ḳhushbū, tere gaam aahaT

    teri rah mein rakh kar apni sham ki aahaT

    dam-ba-KHud si baiThi hai mere baam ki aahaT

    hath ki lakiron se kis tarah nikalun main

    teri yaad ke mausam, tere nam ki aahaT

    jab ye dil rifaqat ki kachchi nind se jaga

    har taraf sunai di iKHtitam ki aahaT

    raat ke utarte hi dil ki suni galiyon mein

    jag uThti hai phir se tere nam ki aahaT

    baiTh jati hai aa kar dar pe kyun mire, 'nahid'

    tere sath ki KHushbu, tere gam ki aahaT

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now