Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

teri yaadon ko bula kar tere gesu ki tarah

Saeed Ahmad Akhtar

teri yaadon ko bula kar tere gesu ki tarah

Saeed Ahmad Akhtar

MORE BYSaeed Ahmad Akhtar

    terī yādoñ ko bulā kar tire gesū tarah

    pahne rahte haiñ darīche mirī ḳhushbū tarah

    haa.e jab hijr shab meñ tire bosoñ miThās

    phail jaatī hai mire hoñToñ pe jaadū tarah

    mire baaġh se toḌe hue ġhunche misāl

    maiñ tire dasht meñ bhaTke hue aahū tarah

    āsmāñ bāñTtā rahtā hai nasībe 'aḳhtar'

    din ko motī tarah raat ko aañsū tarah

    teri yaadon ko bula kar tere gesu ki tarah

    pahne rahte hain dariche meri KHushbu ki tarah

    hae jab hijr ki shab mein tere boson ki miThas

    phail jati hai mere honTon pe jadu ki tarah

    tu mere bagh se toDe hue ghunche ki misal

    main tere dasht mein bhaTke hue aahu ki tarah

    aasman banTta rahta hai nasibe 'aKHtar'

    din ko moti ki tarah raat ko aansu ki tarah

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now